Thursday, August 20, 2009

Reading Nida Fazli

Wanted to read Nida Fazli since two three years. Bought a book today only. Beautiful poetry:

Check this out:

'Dastak'
Darwaja par har dastak
jaana-pehchaana
chehraa hai

Roz badalti hain tareekhain
waqt magar
youn hi thehra hai

Har dastak hai
'uski' dastak
Dil youn hi dhokha khata hai
Jab bhi
darwaja khulta hai
koi aur nazar aata hai.

Jaane woh kab tak aayega?
Jiska barson se aana hai
ya bas youn hi rasta takna
har jeevan ka jurmana hai.

No comments:

Post a Comment