Sunday, August 23, 2009

another one of Nida Fazli

Bus Ka safar

Main chahta hoon
Yaha Chaukar dhoop ka tukda
Ulajh raha hai jo baalon main usko suljha do
Yaha dayen bazoo par
Nanhi-si ek kali-si nisaan
Jo abki baar dupatta ude
To sahlaa doon
Khuli kitaab ko haath se cheen kar rakh doon
Yeah fakhtaon se do paon
Good main bhar loon.

Kabhi kabhi to safar aise raas aate hain
Zara-si der main do ghanten beet jaate hain.

No comments:

Post a Comment